Hain wo na samajh ya sataaye mujhko

Hain Wo Na Samajh Ya Sataaye Mujhko
Kyun Hain Wo Aise Kii Samjh Na Paaye Mujhko
Jo Rooth Ke Keh Doon Nahi Chahti Tumko
Kabhi Pyaar Se Bhi Na Behlaaye Mujhko
Kabhi Jo Keh Doon Gusse Se Kucch Ulta Unnko
Door Hin Chala Jaaye Ronna Aajaaye Mujhko
Kabhi Na Kahe Ki Main Pasand Hoon Unkoo
Door Se Hin Dekhe‚  Kuch Na Bataye Mujhko
Kaise Kategi Ye Jindagi Aise Thum Hin Kehdo
Jo Rooth Jaooun Main‚  Tum Na Maanaaye Mujhko
Aasoo Mere Girte Rahegain Gar Na Asar Huaa Tumko
Mar Hin Jaaoungin‚  Gar Na Apnaaye Mujhko
Hai Rooh Ko Unke Rooh Se Rishta Kooi Keh Do Unko
Ilfat Chupa Gussaa Jataa Ke Ullu Na Banaye Mujhko