Shayad unki ada hai ye jo har

Shayad Unki Ada Hai Ye Jo Har Din Humein Tadpate Hain Wo,
Kabhi Kisi To Kabhi Kisi Bahane Se Humein Satate Hain Wo,
Na Jane Kya Milta Hai Unhe Jo Humpe Yeh Sitam Dhate Hain Wo,
Chain Hi Nahi Milta Unhe Jab Tak Humein Rulate Nahi Hain Wo.