Tab yaad bahut hum aayenge jab be

Tab Yaad Bahut Hum Aayenge
Jab Be Waja Kisi Ko Tadpana Chaho Ge
Tab Yaad Bahut Hum Aayenge
Jab Yun Hi Be Waja Kisi Ko Satana Chaho Ge
Tab Yaad Bahut Hum Aayenge
Jab Yun Hi Kisi Ke Dil Ko Todna Chaho Ge
Tab Yaad Bahut Hum Aayenge
Jab Yun Hi Kisi Ko Be Waja Rula Ke Khush Hona Chaho Ge
Tab Yaad Bahut Hum Aayenge
Jab Tum Se Bhi Koi Bewafai Kare Ga
Tab Yaad Bahut Hum Aayenge
Jab Apni Salgira Par Kisi Ko Betabi Se Wish Karta Na Pao Ge
Tab Yaad Bahut Hum Aayenge
Jab Kisi Ko Ghar Main Apna Muntazir Na Pao Ge
Tab Yaad Bahut Hum Aayenge
Jab Koi Or Suchi Muhabbat Karne Wale Ko Na Pao Ge
Tab Yaad Bahut Hum Aayenge
Jab Bin Baadal Barsat Main Kisi Ko Jhumta Pao Ge
Tab Yaad Bahut Hum Aayenge
Par Jab Yaad Hum Tumhein Aayenge
Tab Tum Hum Ko Kahin Na Pao Ge
Haan Magar Yaad Bahut Hum Aayen Ge