Her nazam kuch na batai hain koi

Her Nazam Kuch Na Kuch Batai Hain
Koi Yaadon Ka Safar Saath Le Aati Hain
Koi Nazar Chuchap Rahe
Koi Ansu Saath Le Aati Hain
Ye Darwaze Band Kar Bhee Lun
Tab Bhee Her Yaad Dabe Pao Chali Aati Hain
Koi Zakhmon Ko Sahalata Hai Yanh Bhee
Kanhi Har Aah Nasur Ban Jati Hain
Yun To Shor Bahut Hai Duniya Main
Tere Bin Her Mahphil Tanha Ho Jati Hain