Aksar mai behaq jata hun jab usko

Aksar Mai Behaq Jata Hu^n
Jab Usko Aghosh Main Pata Hu^n
Kya Gunaah Kar Jata Hu^n
Jo Uske Labo Kii Sharab Pii Jata Hu^n
Nashe Mai Chuur Ho Jata Hu^n
Jab Uskii Dharkano Se Lipta Jata Hu^n
Har Wo Manmaani Kar Jata Hu^n
Jise Wo Inkar Karti,Wahi Mai Kar Jata Hu^n