Banaa ke shauq tujhe tera ahtimaam karun

Banaa Ke Shauq Tujhe Tera Ahtimaam Karun
Tujhey Deekh Ke Din Tujh He Se Shaam Karun
Meri Ruuh Ki Taskeen Meri Jaan Tujh Se Hai
Tujhay Paa Ke Ye Zindagi Tere Naam Karun
Main Teri Zulfoon Ko Chheerun Unhein Ghazal Keh Duun
Laboon Se Chuum Ker Ghazal Ko Jaam Karun
Na Bicharne De Ge Ussey Teri Vafaa Haider
Main Tera He Naam Liye Tujhay Salaam Karun