Bhoolay se har waqt yaad aye wo

Bhoolay Se Har Waqt Yaad Aye, Wo Tera Fasana
Jab Bhi Chaha Na Bhool Paya Wo Tera Muskurana
Nahi Bhoola Muje Wo Bita Sama Purana
Tera Milna, Milke Bicher Jana
Chori Chori Sapno Mai Tera Aana
Aaj Bhi Tere Intjaar Mai Khara Hai Teri Galio Mai, Tera Divana