Dard dil mein utar leta hun tere

Dard Dil Mein Utar Leta Hun
Tere Gam Ko Sanwar Leta Hun
Hadh Se Badh Jaaye Jab Ye Betaabi
Hadh Se Badh Jaaye Jab Ye Betaabi
Naam Tera Pukar Leta Hun
Waqt Mushkil Ho Jiitna Bhii Mujh Par
Main To Hans Kar Guzaar Leta Hun