Gar jo dard ki zubaan hoti talib

Gar Jo Dard Ki Zubaan Hoti
Talib^ Ka Har Zakm Ek Kitaab Hota
Chandni Jo Deti Saath Chaand Ka Har-Su
Kureel^ Yun Raaton Ko Taare Na Ginta
Paras^ Meri Behna Jo Hoti Pyar Sabka
Har Bhai Ka Haath Khaali Na Hota
Deti Lehren Saath Ek Pal Ka Bhi Kabhi
^mast^ Jhonka Hawa Ka Yun Bekaabu Na Hota
Bayan Hota Jo Ishq In Aankhon Se
Saccha_pyar^ Yun Galion Mein Bikhra Na Hota
Aagosh Mein Samet-Ti Jo Tu Pyar Se
Aman^ Is Kadar Darindon Mein Bata Na Hota