Hoke bechain karon sham o sehar yaad tumhain apnaien

Hoke Bechain Karon Sham-O-Sehar Yaad Tumhain
Apnaien Phir Bhi Kiyon Main Ne Yeh Tanhaiyan Sochna
Be-Qaraar Mera Her Aik Nafs , Chaahey Tumhain
Chupaien Phir Bhi Kyon Mainne Yeh Be-Basyan Sochna
Saanson Mein Basaya , Nazar Mein Samaya Tumhain
Dabaien Phir Bhi Kiyon Main Ne Yeh Be-Taabiyan Sochna
Tumhi Mere Ashna , Jaan Se Berh Ke Jana Tumhain
Mitaien Phir Bhi Kiyon Main Ne Yeh Madhoshiyan Sochna
Ho Jaon Fanaa , Per Na Dard-E-Jigar Bataon Tumhain
Nibhaien Phir Bhi Kiyon Main Ne Ye Khamoshiyan Sochna