Hum roote hain unki yaad mein raat

Hum Roote Hain Unki Yaad Mein.
Raat Ko Nahi Soote Hai Unki Yaad Main.
Unki Yaad Jab Aati Hai Hamain Bahut Rulati Hai.
Unki Yaad Main Neend Bhi Dhokha De Jaate Hai.
Dekhte Hai Hum Unhe Bus Chand Main.
Hum Roote Hai Unki Yaad Main
Unhone Jo Zakham Diye Hamne Sub See Liye.
Zehar Ke Kadve Ghoot Bhi Hamne Pee Liye.
Unki Yaad Humne Dobara Na Aye.
Hum Nahin Cahte Ki Woh Hamain Yadoon Main Tadpaye.
Judaa Hote Hai Roz Unse Khawab Main.
Hum Roote Hai Unki Yaad Main.