Kahte hain ke aaina dhundhla ho jaata

Kahte Hain Ke Aaina Dhundhla Ho Jaata Hain
To Tasweer Saaf Nazar Nahii Aati
Isi Liye Aaine Ko Chamka Ke Rakhna Padta Hain
Mere Sathh Kuchh Alag Hua Hain
Jahaa Jahaa Jina Bhul Gayi Mai
Wahaa Wahaa, Jina Sikhaya Hain.
Mai Kuchh Dhundhli Si Ho Gayi Thi
Mere Aaine Ne Muje Chamkaya Hain