Koi mujhe unke naam se pukare acha

Koi Mujhe Unke Naam Se Pukare Acha Nahin Lagta
Ab Unke Bina Yeh Jag Soona Nahin Lagta.
Unki Hamain Yaad Aye Acha Nahin Lagta.
Koi Mujhe Unke Naam Se Pukare Acha Nahin Lagta
Dil Main Naye Arman Jag Jaye Acha Nahin Lagta.
Unki Yaad Main Hum Mar Jaye Acha Nahin Lagta.
Dil Jab Unka Naam Pukare Acha Nahin Lagta.
Koi Mujhe Unke Naam Se Pukare Acha Nahin Lagta.
Unse Juda Hokar Bhi Ab Acha Nahin Lagta.
Unhe Kho Kar Bhi Acha Nahin Lagta.
Unke Naam Se Hamaa Naam Jud Jaye Acha Nahin Lagta.
Koi Mujhe Unke Naam Se Pukare Acha Nahin Lagta.