Na khawaish hain ab mujhko phir tum

Na Khawaish Hain Ab Mujhko
Phir Tum Bahar Kyun Laaye
Jis Pe Un Ki Tasweeren Thi
Samene Woh Deewar Kyun Laaye
Iss Panee Main Jal Jayoonga
Ankhon Kaa Abshar Kyun Laye
Marane Kee Dua De Dete
Duyayaen Hazar Kyun Laye
Meree Ankh Hi Chalak Jaye
Itna Sara Ye Pyaar Kyon Laye