Na pooch mujhse mere dost kahan thikana

Na Pooch Mujhse Mere Dost,
Kahan Thikana Hai Humara,
Jahan Hath Mein Jam Ho,
Wahi Aashiyan Hai Humara.
Baar Baar Jo Aapne Suna Hoga,
Wahi Fasana Hai Humara.
Ishq Mein Jo Paagal Hua
Wahi Dil Hai Humara .
Na Bulao Mujhe Sharaabi Doston,
Na Bulaon Mujhe Shaarabi Doston,
Yeh Yaad Rakhna Ki,
Shaarabiyon Se Hi Ab Dostana Hai Humara.