Pasai merg meray mizaar per jo chiraagh

Pasai Merg Meray Mizaar Per Jo Chiraagh Kisi Nai Jala Diya
Isai Ah Damnai Baaz Nai Sarai Shaam He Say Bujha Diya
Mujhai Dafan Kerna Jis Ghari, Toh Yeh Uss Say Kehna K Eh Meri Peri
Woh Jo Tera Aashiq-E-Zar Tha Tai Khaak Usay Daba Diiya
Damai Ghusal Say Meray Paishtar Usay Humdmon Nai Yeh Soch Ker
Keh Jai Uss Ka Naa Dil Dekha, Meri Laash Per Sai Hatha Diya
Main Dil Diya Main Jaan Di, Mager Ah Tunai Kadar Kiya Ki
Kisi Baath Ko Jo Kaha Kabhi, Usay Chutkiyooon Main Ura Diyaa