Teri yaad kii duniya aisi basayi hein

Teri Yaad Kii Duniya Aisi Basayi Hein,
Har Pal Ko Sapno Kii Mausam Banai Hein.
Suni Daheliz Par Yaad Ke Diye Jal Rahe Hein
Parvane Kii Yaad Mein Sama Jalai Hein,
Pyaar Mein Ye Dil Tamasha Ban Gaya,
Tuti Hui Bina Pe Fir Gazal Bajai Hein,
Dard Ko Bhar Diya Khamoshi Ke Pinjreme,
Fariyad Ko Yaad Me Aisi Fasai Hein.
Chahe Mile Ya Naa Mile Chiku Ki Pyar Mujko
Ham Ne Har Aur Jeet Dono Ko Dil Se Thukrai Hein.