Yaad teri dilayen fizaayento kya karen ashk

Yaad Teri Dilayen Fizaayen,To Kya Karen
Ashk Nazron Ko Sajaayen To Kya Karen
Fasl-E-Gul Main Baha Bhula Dete Gum Unka
Gir Ke Tasweer Unki Banayen To Kya Karen
Milti Hai Saza Jhakhm Dikhane Kii Bhii Yahan
Phir Dard-E-Dil Naa Chupaayen To Kya Karen
Ajnabiyon Se Umeeden Laga Lete Hai Aaj Kal-Â…
Jab Apne Yun Nazaren Churayen To Kya Karen…
Kehate Hai Log Tamanaye Liye Jite Raho ghayal,
Jab Tamnna Hii Humen Mitaayen To Kya Karen-Â…
Aur Machal Jaate Hai Dil Pane Ko saccha_pyar
Armaan Hii Phir Dil Ko Jalaayen To Kya Karen-Â…
Chalo Doob Jane Ko Hai Aaftaab Jindgi Kaa Yaar-Â…
Saansen Jab Is Jism Ko Sataayen To Kya Karen