Ye din to hain mubarakiss ko naam

Ye Din To Hain Mubarak_iss Din Ko Naam Keya Doon
Mushkil Mein Pad Gaya Hun Tujhe Kaun Si Duwa Doon**
Koii Shama Sheeshe Ki Laya Koii Peetal Ka Parwana
Do Nainon Ka Maara Le Ke Aaya Dil Ka Nazrana~*~kishore Jee**
O Nanne Se Farishtein_tujhse Ye Keisa Nata Keise Ye Dil Ke Rishtein
O Nanne Se Farishtein Happy Birthday To You
Happy Birthday To You_happy Birthday To You
Tujhe Dekhne Ko Tarsein Kyoun Harr Ghadi Nigahein
Bechain Si Rehti Hain Tere Liye Ye Bahein
Mujhe Khud Pata Nahin Hain Mujhe Tujhse Pyaar Kyoun Hain
O Nanne Se Farishtein Tujhse Ye Keisa Nata Keise Ye Dil Ke Rishtein
O Nanne Se Farishtein Happy Birthday To You
Happy Birthday To You_happy Birthday To You
Nazouk Sa Phoul Hain Tu Kisi Aur Ke Chaman Ka
Khushboun Se Teri Mehkein Kyoun Baag Mere Mann Ka
Meri Zindegi Mein Chhayi Tujhse Bahar Kyoun Hain
O Nanne Se Farishtein Tujhse Ye Keisa Nata Keise Ye Dil Ke Rishtein
O Nanne Se Farishtein_happy Birthday To You
Happy Birthday To You_happy Birthday To You
Tu Kuchh Nahin Hain Mera Phir Bhi Ye Tadap Keisi
Tujhe Dekhte Hi Khoun Mein Uthhti Hain Kyoun Laher Si
Harr Waqt Mujh Ko Rehta Tera Intezaar Kyoun Hain
O Nanne Se Farishtein Tujhse Ye Keisa Nata Keise Ye Dil Ke Rishtein
O Nanne Se Farishtein_happy Birthday To You
Happy Birthday To You_happy Birthday To You_happy Birthday To You