Ab main tere saath hoon tu kahin

Ab Main Tere Saath Hoon, Tu Kahin Ja Na Payegi
Mera Dil Tere Saath Hai, Tu Kahin Ja Na Payegi
Dushman Ho Jaye Zamana To Kya, Tu Mujhe Bhula Na Payegi
Koi Aur Aa Jaaye Teri Zindgi Mein To Kya, Tu Uske Saath Ja Na Payegi,
Meri Awaaz Tere Dil Mein Hai, Mera Pyar Tere Dil Mein Hai
Bhari Mehfil Mein Bhi Rahegi Tu Tanha, Meri Aarzoo Tere Dil Mein Hai..
Tujhse Hai Zindgi Meri, Tu Kahin Ja Na Payegi
Apne Pyar Ke Sangam Ko Chhor Ke, Tu Kahin Ja Na Payegi
Aakhri Saans Tak Tu Meri Hai Aakrhi Saans Tak Chahoonga Tujhe
Ab Tu Meri Hai, Meri Hi Rahegi Aakhri Saans Tak Tu Mere Siva
Kahin Aur Ja Na Payegi Ab Mere Siva Tu Kahin Aur Ja Na Payegi
Tu Kahin Aur Ja Na Payegi Tu Kahin Aur Ja Na Payegi..