Ashiqi hoti kyaa hain ye tum jaano

Ashiqi Hoti Kyaa Hain Ye Tum Kyaa Jaano
Ashiqi‚  Hone Ka Davaa Karne Waale
Kabhi Dill Dekar Is Dard Ko Pahchaano
Maana Ke Dard Hain Ye Iss Dill Ka
Magar Is Dard Mein Jo Nasha Hai Use Tum Kyaa Jano