Balaa se koi haath malta rahe liya

Balaa Se Koi Haath Malta Rahe,
Liya Husn Saanche Mein Dhalta Rahe
Har Ek Dil Mein Chamke Mohabbat Ka Daag,
Yeh Sikka Zamaane Mein Chalta Rahe