Titiliyo ka wo mujhe tuta hua per

Titiliyo Ka Wo Mujhe Tuta Hua Per Lagta Hai
Dil Pe Wo Naam Bhi Likhte Hue Dar Lagta Hai
Raat Aayi To Sitaroon Bhari Chadar Taani
Khobsurat Mujhe Suraj Ka Safar Lagta Hai
Mai Tere Saath Sitaron Se Guzar Sakta Ho
Kitna Aasan Muhabbat Ka Safar Lagta Hai..!