Bache desh aur maa baap ka bhavishya hote

Bache Desh Aur Maa-Baap Ka Bhavishya Hote Hain
Unse Majduri Karvakar Kyon Apne Bhavishya Ko Mitti Mein Milate Hain
Unka Bachpan Churakar Kyun Apni Ginti Choron Mein Karte Ho,
Unka Maa-Baap Kehlakar Kyun Maa-Baap Ka Naam Badnaam Karte Ho
Jab Khilega Gyan Ka Suraj Tumhare Bachon Mein,
Tab Dikhegi Uski Chamak Suraj, Chand Aur Sitaron Mein