Jaane Kyo Woh Ghadi Aai Thi Jaha Hum Fisal Gae The
Jaane Kya Tha Uski Ada Mein Jise Dekh Kar Hum Nikhar Rahe The
Jaane Hakikat Tha Ya Ek Sapna Hum Baar Baar Soch Rahe The
Jaane Zindagi Kya Khel Rahi Thi Hum Khud Naa Samajh Sake The
Maalum Hua Ab Mai Tab Hi Bhali Thi Jab Unse Mili Nahi Thi
Latest SMS Shayari collection in Hindi and Urdu
Latest SMS Shayari collection in Hindi and Urdu
Zindagi dub gayi aaj ashqo ke samandar
Zindagi Dub Gayi Aaj Ashqo Ke Samandar Main
Koi Khushi Na Rahi Ab Is Ghar Main
Husna Hai, Sharab Hai
Ada Hai, Naaz Hai
Bas Ik Wafa Na Rahi Mare Humsafar Main
Kaisa khel hai yeh khudaa kaa jo
Kaisa Khel Hai Yeh
Khudaa Kaa Jo Khel Hai Yeh
Dewanon Ko Door Rakhaa Hai
Mujhe Tumse Se Door Rakhaa Hai
Dil ki gehrayi me usne jaka hi
Dil Ki Gehrayi Me Usne Jaka Hi Nahi
Vaha Humne Mandir Bana Rakha Hai
Hum Roz Puja Karte Hai Usme
Unko Bhagwan Jo Bana Rakha Hai.
Jaltey huye angro mey chalna pedta hai
Jaltey Huye Angro Mey Chalna Pedta Hai Pyar Kerney Valo Ko,
Her Mud Per Dunya Sey Ladna Pedta Hai,
Kai Bar To Pyar Jit Jata Ahi Or Kai Bar Sirf Pyar Ka Nam Hee Rah Jata Hai.
Jab tu apni zulfein mere shano pe
Jab Tu Apni Zulfein Mere Shano Pe Bikhrati Hai
Ek Halchal Si Dil Mein Mach Jati Hai
Phir Joo Koi Aaker Mere Kano Mein Kahti Hai
Ki Tu Medikar Kyo Nahi Lagati Hai
Muskara kar yu unhone dekh liya dil
Muskara Kar Yu Unhone Dekh Liya
Dil Se Jaise Ek Laher Si Gayi
Is Tez-Taraaz Zindagi Ki
Raftaar Jaise Thaher Si Gayi
Khushi milee to de dee mujhe ghum
Khushi Milee To De Dee Mujhe, Ghum Rakh Liya Ye Kahker Ki Mera Tha.
‘Wo Aansoo’ Bhi Wo Pee Gaya, Jinpe Haq Mera Tha.
By Sahil Verma
Kyaa zamana thaa hum roz mila karte
Kyaa Zamana Thaa Hum Roz Mila Karte Thee,
Raat Bhar Chaand Kee Hamraaz Fira Karte Thee,
Dekhkar Joo Hume Chupchap Gujar Jaate Hain,
Kabhi Ish Shaks See Hum Pyaar Kiyaa Karte Thee,
Muddaton ke baad zalim ne kiya tha
Muddaton Ke Baad Zalim Ne Kiya Tha Hum Ko Yaad,
Berukhi Ke Saath Humne Bhi Diye Usko Jawab,
Usne Situm Humpar Kiye Ya Humne Usko Gam Diye,
Wo Palat Ke Chal Diya Hum Reh Gaye Karte Hisaab.
Gum main bhi hum muskuraa lete hai
Gum Main Bhi Hum Muskuraa Lete Hai
Kuch Is Tarah Se Dard Ko Chupaa Lete Hai
Kuch Kehte Nahi Kisi Se Magar
Akele Main Aansoo Baha Lete Hai
Patah hai katm e adam kaa hai yeh rishtah
Patah Hai, Katm-E-Adam Kaa Hai Yeh Rishtah Apnaa;
Jaan-Pahichaan Hamaaree Bahut Puraanee Hai!
Tab Bhi, Ham Wasl-O-Firaqoun Sey Rahey Waabastah:
Ham Pareeshaan Hain, Hamaaree Ajab Kahaanee Hai!!
Azmaisho se gujar jane de is agnipath
Azmaisho Se Gujar Jane De
Is Agnipath Pe Chalne De
Jo Chhedi Hai Baat Ishq Me Imtiham Ki
Tere Pyar Me Fanah Ho Jane De
Zindgi ko dekhna hai to khud jala
Zindgi Ko Dekhna Hai To Khud Ko Jala Kar Dekho
Soye Hue Armaano Ko Jaaga Kar Dekho
Na Zindgi Ho Jaaye Tumhari To Kahna
Per Ek Baar Gumo Ko Dil Se Laga Kar To Dekho
Mere pyaar ko fitur samajhkar bhulaa diyaa
Mere Pyaar Ko Fitur Samajhkar Bhulaa Diyaa Usne
Jaraa Saa Bhi Apnaa Nahi Samajha Usne
Hamain Shikavsa Nahi Hai Is Bat Kaa Lakin
Apne Doston Main Badanaam Kara Diya Usne
Dua e bad nahi deta faqat itna hi kehta
Dua-E-Bad Nahi Deta
Faqat Itna Hi Kehta Hoon
Kay Jis Pay Dil Tera Aae
Woh Tujh Sa Bewafa Niklay
Kisise hum gilaa shiqwa nahi karte kare koi
Kisise Hum Gilaa-Shiqwa Nahi Karte
Kare Koi Bewafaai Toh Hum Youn Udaas Hua Nahi Karte
Samjhayenge Hum Unko Yeh Ek Bar Toh Zaroor
Ke Kisise Uska Dillaykaar Youn Tohra Nahin Karte
Najane Meri’baat’ Ko Woh Kya Samajth Bethay
Kehgaye Ke Woh Anjanoo Se Baat Kiya Nahin Karte
Juda rehkar bhi wo satane se baaz
Juda Rehkar Bhi Wo Satane Se Baaz Nai Aate.
Dur Rehkar Bhi Wo Dil Jalane Se Baaz Nahi Aate.
Khud To So Jate Hai Chain Se,
Magar Khwabo Mei Aane Se Baaz Nahi Aate.
Meri zindagi ka anzam dekh kar kismat
Meri Zindagi Ka Anzam Dekh
Kar Kismat Bhii Aaj Royi..
Main Ho Gaya Har Kisi Ka
Mera Na Ho Saka Koi.
Chand utra tha hamare angan par taro
Chand Utra Tha Hamare Angan
Par Taro Ko Ye Gawara Nahi Tha
Hum To Kar Lete Taro Se Bhi Bagawat
Par Kya Kare Woh Chand Hi Hamare Nahi Tha
Hum saans kam un ka naam jayda
Hum Saans Kam Un Ka Naam Jayda Lete Hain,
Ek Who Hain Jo Dil Se Kam , Dimag Se Kaam Jayda Lete Hain.
Kaash Who Bhi Hamari Tarah Dil Se Kaam Lete,
To Shayad Saans Kam Hamara Naam Jayda Lete
Ye hum tasleem karty hain tumhin fursat
Ye Hum Tasleem Karty Hain
Tumhin Fursat Nahin Milti Magar
Meri Soch Ke Mehwar Kabhi Ye Bhi Zara Socho
Tumhin Hum Yaad Karty Hain
Tu Khud Ko Bhool Jaty Hain
Aatish sey khelane ka shauq chhod dey
Aatish Sey Khelane Ka Shauq Chhod Dey ‘Sahil’,
Khak Ho Jayega Baarood Ka Pesha Hai Tera.
By Sahil Verma
Aasmaan hai ya teri chunri ye chaand
Aasmaan Hai Ya Teri Chunri,
Ye Chaand Hai Ya Tera Chehra.
Jab Se Tujhe Dekha Hai, Har Taraf
Too, Bhool Gayaa Hoon Wazood Mera.
By Pramod Kumar Sharma
Pyar nu suraj di nazar lag gai
Pyar Nu Suraj Di Nazar Lag Gai Hai
Jo Aashiqan De Dil Jalde Rende Ne
Pyar Nu Badal Di Nazar Lag Gai Hai
Jo Aashiq Ronde Rende Ne
Apni talaash e zindagi ko tanha hi chal diay
Apni Talaash-E-Zindagi Ko Tanha Hi Chal Diay
Rang-E-Shouq Ke Mehv Mein Tanha Hi Chal Diay
Sar Kiay Kaee Pahad Raaste Mein Magar
Afsos Manzal-E-Zindagi Se Door Hi Chal Diay
Na jane kitne hi qatl kiye he
Na Jane Kitne Hi Qatl Kiye He Usne
Jis Rah Se Bhi Woh Gujrein Hain
Lahu -E- Jigar Bikhra Pada Hai
Is Paar Bhi Us Paar Bhi
Pyar ki chahat me patthar ko pujte
Pyar Ki Chahat Me Patthar Ko Pujte Rahe,
Qatilki Shakalme Masiha Dhundte Rahe,
Kya Pata Tha Ki Tum Ho Jaoge Bewafa,
Hum Teri Aankhonme Khuda Ko Dhundte Rahe…
Tere har nagame me teri mohabaat ka
Tere Har Nagame Me Teri Mohabaat Ka Paigaam Aaya
Tere Har Khat Mei Teri Chahat Ka Salaam Aaya
Dil Mei Rahi Teri Hasrat Magar Labon Per Inkaar Aaya
Sakoon Bhara Dil Tha Magar Aankho Mei Aansoo Ka Sailaab Aaya
E khuda teri khudai pe mein hairaan
E Khuda Teri Khudai Pe Mein Hairaan Hoon
Likhi Jo Toote Kalam Se Takdeer Meri
Us Takdeer Ko Dekh Kar Pareshan Hoon
Kahin Seedhi Kahin Tedi Chali Kalam Teri
Teri Likhai Ko Deh Kar Mein Bezuban Hoon
Ya khuda unse phirse na milana ke
Ya Khuda Unse Phirse Na Milana
Ke Hum Kahin Ro Na De
Hum Toot Jayenge Is Baatka Gam Nahi
Wahi Badnaam Ho Jayenge Is Baatse Darte Hai
Kya hai yeh zamana main samaj naa
Kya Hai Yeh Zamana Main Samaj Naa Paya
Gaye Kitne Saal Naa Mila Samajnewala
Bhujgaya Thaa Umeed Kaa Diya
Tab Tu Mere Zindagi Mein Aya
Tute huye is dil ko ab tum
Tute Huye Is Dil Ko,
Ab Tum Jod Na Paoogi,
Hamare Is Pagal Dil Me
Ab Tum Reh Na Paaogi,
Chali Kyu Nahi Jati Is Dil Se,
Ab Aur Hume Tum Kitna Rulaaogi..
Aankhoon mein intezaar ki shamaa jalaye baithe
Aankhoon Mein Intezaar Ki Shamaa Jalaye Baithe Hai
Guzroge Kab Yaha Se Kaliya Bhichaye Baithe Hai
Tahseer Unki Aamad Pe Khush Hai Bahare
Galiya Bazaar Mohalle Sajaye Baithe Hai
Mulaka to ek bahna tha tumsey meilney
Mulaka To Ek Bahna Tha,
Tumsey Meilney Ka Na Koi Thikana Tha,
Tujko Deykh Ker Dil Apna Haar Beythey,
Bhari Mehphil Mey Jub Naam Teyra Utha,
To Sharma Key Ahchal Mey Chup Gaye.
Woh koi aur hi thha jise tumse
Woh Koi Aur Hi Thha,
Jise Tumse Wafa Ki Ummeed Thhi
Hume Toh Bus Ye Dekhna Hai,
Ki Tum Bewafa Kab Tak Ho
Kab tak intzar karaoge abb to aw
Kab Tak Intzar Karaoge Abb To Aw Jao Mere Sanam
Gar Jaldi Na Aye To Hum Mar Jayange Teri Kasam
Tere Intzar Mein Bethe Hai Kab Se Meri Jaan Hum
Aww Jao Is Se Pehle Ke Nikal Jaye Humara Dum
Ab tanhaiyo main hum khud se baate
Ab Tanhaiyo Main Hum Khud Se Baate Karna Sikh Gaye
Yaado Main Ek Chehere Ko Yaad Karna Sikh Gaye
Kabhi Haste Hai Kabhi Roote Hai Jab Yaad Unhe Hum Karte Hai
Is Kadar Khoye Hai Unmain Ki Roh Kar Muskurana Sikh Gaye
Bhul shayad bahut badi kar li humne
Bhul Shayad Bahut
Badi Kar Li
Humne Duniya Se
Dosti Kar Li
Wo yaad aaye bahut bhulaate bhulaate dil
Wo Yaad Aaye Bahut Bhulaate Bhulaate,
Dil Ke Zakhm Ubhar Aaye Chupate Chupate,
Us Se Kya Kahe, Jisne Muskuraana Sikhaya,
Usi Ne Rulaaya Hame Hasaate Hasaate
Thokar kha kar gir ke sambhalana sikho
Thokar Kha Kar Gir Gir Ke Sambhalana Sikho
Dard-E-Dil Ki Dava Kya Jane Ye Bedard Duniya
Jhakm Bhar Kar Logon Ko Samajna Sikho
Aap khud to bade bewafa hai magar
Aap Khud To Bade Bewafa Hai Magar,
Kissey Sab Ko Wafa Ke Sunate Hai Woh ,
Apni Adat Se Kab Baaz Aatey Hai Woh ,
Dil Jalaake Mera Muskurate Hai Woh!
By Ms.Balwinder Kaur
Kahin hum un yaadoin ko bhool to
Kahin Hum Un Yaadoin Ko Bhool To Nahi Rahe
Kahin Hum Manzil Mijaane Par Un Raastoin Ko Chodh To Nahi Rahe
Kahin Hum Unhe Pyar Karke Unka Dil Toode Ke Jaa To Nahi Rahe
Akh rondi tu dekhi dil de zakhm
Akh Rondi Tu Dekhi, Dil De Zakhm V Tak Sajjna
Tadpa Bhaven Din Raat Par Tadapde Dil Te Pair Na Rakh Sajjna
Muk Javange Asi Kuch Chir Jee K
Aje Thoda Jiha Sabar Ta Rakh Sajjna
Mar K V Tenu Bhul Na Pavange Das Kive Karenga Yaadan To Vakh Sajjna
Kahne ko khud dost kahte ho saamne
Kahne Ko Khud Ko Dost Kahte Ho
Dost Saamne Jab Aaye To Khaamosh Rahte Ho
Ye Khamoshi Samjh Jaate Hain Tumhaari
Chale Jaate Hain Wahan Se Hum Bankar Laachari
Usko bulaayoun bhi to idhar na aayega
Usko Bulaayoun Bhi To Idhar Na Aayega
Aansoo Bahaayoun Bhi To Idhar Na Aayega
Meri Zindagi Mein Ab Woh Sitamgar Na Aayega
Mannu Uski Yaad Mein Aik Din Mar Jaayega
Manaat maangke tune usse paa liya mahobaat
Manaat Maangke Tune Usse Paa Liya
Mahobaat Kaa Her Farz Nibha Liya
Nahii Jaruraat Tujhe Apne Liye Kuchh Bhii Maangene Kii Abh
Kyunki Usne Bhii Tujhpe Apna Sabkuch Yaar Luta Diya
Parh kitaban naam rakh leya qazi hath
Parh Parh Kitaban Naam Rakh Leya Qazi,
Hath Vich Phar Ke Talwar Tun Naam Rakh Leya Ghazi,
Makky Madiny Kumm Aya Tun Naam Rakh Leya Hajji,
Bully Shah Hasil Ki Kita Je Tun Yaar Na Rakhya Razi.
Nahii milte yaha mohabbat dilwalo ko kabhii
Nahii Milte Yaha Mohabbat Dilwalo Ko Kabhii
To Kyon Mohabbat Mein Diwana Banaya Kartee Hain
Nahii Nihba Sakte Sath To Kyon Nazare Milaya Kartee Hain
Sune raste suna mausam karwaan hai sehnaai
Sune Raste Suna Mausam Suna Karwaan Hai Sehnaai Ka
Her Taraf Jaha Nazar Uthe Waha Mausam Hai Judai Ka
Kafile Dekho Sabhi Chup Hai Kamoshi Hai Chai Hui
Manzare Aarzu Bhi Dekho Ker Gai Bewafai Humse
Gehrai napta hai koi pani mein utarkar
Gehrai Napta Hai Koi Pani Mein Utarkar
Koi Duniya Bhi Dekhta Hai Gharo Mein Apne Rehkar
Karte Hai Sab Wohi Jo Khud Ko Lage Thik
Kya Mila Hai Kise Aajtak Zamane Se Darkar
Dil ka lagaana hum se pucho tutna
Dil Ka Lagaana Hum Se Pucho
Dil Ka Tutna Bhi Hum Se Pucho
Dil Ne Jo Kabhi Maangi Di Duya Vo Sirf Tum Ho
Phir Bhi Keh Rahe Ko Ke Hum Bewafa Hain
Dard ban ke dil mai raha na
Dard Ban Ke Dil Mai Raha Na Karo,
Aansoo Ban Ke Ankho Se Baha Na Karo,
Agar Milna Nahi Chaheti Ho Tu,,,,,
Khawabon Mai Bhi Mila Na Karo…
Chahe zindgi rahe na meri koi mera
Chahe Zindgi Rahe Na Meri
Chahe Koi Na Rahe Mera Apna
Bassti Raho Meri Aankhon Mein Tum
Ban Ke Haseen Ek Sapna
Hum ko nahin maloom ke ujre hue
Hum Ko Nahin Maloom Ke Ujre Hue Dil Se
Awara Mazaji Ka Asar Koiun Nahin Jata
Sadiuon Dr Tujhe Tsktr Hue Soch Raha Hoon
Ji Tere Kadhokhal Se Bhar Koiun Nahin Jata
Mohabbat ke phool murjha gaye chahat ki
Mohabbat Ke Phool Murjha Gaye,
Chahat Ki Nagri Khak Ho Gayi,
Tujh Ko Bhula Ke Jee To Rahe Hain,
Par Yeh Zindagi Bhi Ek Mazaak Ho Gayi.
By MD.Abdul Raheem
Koi chahat ho bhee jaye to use
Koi Chahat Ho Bhee Jaye To Use Daba Denge
Koi Aansu Gir Bhee Jaye To Use Hum Chupa Lenge
Kaise Kare Fareb Par Bharosa
Bharosa Ho Bhee Jaye To Ye Bharosa Mita Denge
Ilteja khuda se meri bas itni kabhi
Ilteja Khuda Se Meri Bas Itni,
Kabhi Ashq Na Aaye Aankho Me Unke,
Unka Har Gum Mil Jaye Mujko,
Daaman Khushiyo Se Bhar Jaaye Unka
Woh pari jo meelon door hain jis
Woh Pari Jo Meelon Door Hain
Jis Kii Yaad Say Dil Noor Noor Hain
Janta Hoon Har Soorat Woh Ghair Hain
Phir Bhii Us Kii Aarzoo Zaroor Hain
Judai ka pata hota agar pyaar se
Judai Ka Pata Hota Agar Pyaar Se Pehle,
To Maut Ki Duva Mangte Hum Dard Se Pehle,
Peete Hain Sharaab Hum Jinhe Bhulane Ke Liye,
Wo Hi Aa Jaate Hain Yaad Hamen Rulane Ke Liye.
By Siddhant Mohan
Mere dard ki likhawat logo ko pasand
Mere Dard Ki Likhawat Logo Ko Pasand Aati Hai
Uska Dard To Likhanewala Jaane
Kehte Hai Mujhe Shayar Badnaam
Par Shayar Ka Dard Shayri Padhnewala Kya Jaane
Kya hai wafa e mohabbat teri raah
Kya Hai Wafa E Mohabbat
Teri Raah Dekhte Hain
Tere Ishq Mein Jeene Ki
Chaah Dekte Hain
Tujhse Hai Pyaar Sanam Dilo Jaan Se
Ab To Bs Teri Mohabbat Ka Paigaam Dekhte Hain
– Ankur Kapruwan
Khuda nay aap ko bhaija to bhaija
Khuda Nay Aap Ko Bhaija To Bhaija..
Per Bhaija To Bhaija Aisa Bhaija
Kay Bhaijay Main Bhaija Hi Nahi Bhaija..
Ye Mujhe Kisi Nay Bhaija Isliye Maine Aap Ko Bhaija
Dil ko sukoon dilate hain woh lafzon
Dil Ko Sukoon Dilate Hain Woh,
Lafzon Me Nasha Milate Hain Woh.
Afsoszada Hai Aaj Paymaane,
Nazron Se Jaam Pilate Hain Woh.
Is dil ko humne hai mushqil se
Is Dil Ko Humne Hai Mushqil Se Roka
Kehkar K Tum Ho Hawa Ka Ek Jhonka
Ruk Na Sakoge Tum Chahe Kyamat Bhi Ho
Rab Na Kare Aisi Kisi Aur Ki Kismat Bhi Ho
Raat bhar ek dusre ko dekhan kartein
Raat Bhar Ek Dusre Ko Dekhan Kartein Hain
Khayal-E-Yaar Ko Main Aur Muze Khayal-E-Yaar
Waqt yei kaisa jeewan mein aaya hai
Waqt Yei Kaisa Jeewan Mein Aaya Hai
Apne Hi Mehboob Se Bichadne Kaa Din Aaya Hai
Maangti Jo Gar Duniya Ki Daulate To Lut Jaate
Sitamgar Nei Judai Kei Liye Haath Failaya Hai…
Kya baatain tumhe ki pyaar main hota
Kya Baatain Tumhe Ki Pyaar Main Kya Hota Hain
Galti Kare Nigahian Aur Asar Dil Par Hota Hain
Khubsurat Lagta Hain Yeh Jahaan Jab Tumhara Saath Hota Hain
Bhool Jati Hoin Jo Tumhe Hume Bedard Kya Jaano Ki Dard Kya Hota Hain
Zindagi mein jab bhi muje yaad karogi
Zindagi Mein Jab Bhi Muje Yaad Karogi
Mehfil Mai Nahi Tanhayee Mai Faryaad Karogi
Hum Sa Na Mila Na Milay Ga Or Koi
Tab Appni Kis Mat Per Naaz Karogi
Ek phuul bhi aksar baag saja deta
Ek Phuul Bhi Aksar, Ek Baag Saja Deta Hai,
Ek Hi Sitara, Sansar Chamka Deta Hai.
Jahaa Duniyabhar Ke Rishte Bhi Kaam Nahi Aate.
Ek Dost Hi Aiseme Zindagi Bana Deta Hai.
A ishq tu bata usse chahne ki
A Ishq Tu Bata Usse Chahne Ki Meri Saza Kya Hai
Magar Bus De Itna Bhi Bata Meri Bhi Khata Kya Hai
Mahobbat Ki Gali Me Mehboob Me Mil Gai Nazre
Ye Jhuki Na Sharm Se Isme Inki Bhi Khata Kya Hai
Us ne mujhe kha ki aaj humara
Us Ne Mujhe Kha Ki Aaj Humara Aapas Mai Koi Rishta Nahi
Us Ne Kha Aur Meine Maan Liya Mager Yeh Kambhakhat Dil
Is Ko Kese Samjhau Ki Mein Uski Koi Bhi Baat Taal Nahi Sakta
Us tak aati hai to har chiz
Us Tak Aati Hai To Har Chiz Thahar Jaati Hai
Jaise Pana Hi Use Asl Mein Mar Jaanaa Hai
Bol Aye Shaam-E-Safar Rang-E-Rihaa_ii Kyaa Hai
Dil Ko Rukanaa Hai Ki Taaron Mein Thahar Jaanaa Hai
Har mor per tu hume milta hai
Har Mor Per Tu Hume Milta Hai
Har Mor Per Tu Hume Milta Hai
Mujhe Pata Hai Mujhe Pata Hai
Tu Traffic Hawaldar Hai
Sapno me aane wale kab tak u
Sapno Me Aane Wale Kab Tak U Tadpaoge
Na Jane Wo Kaunsa Din He Samne Jab Aaoge
O Meri Sapno Ke Sathi Achhi Nahi Ye Dillgi
Aake To Dekho Jara Kesi He Ye Dil Ki Lagi
Mujhe Pal Pal Yad Aane Wale Kab Tak U Tarsaogi
Mohabbat karenge tujhse umar bhar chahate rahenge
Mohabbat Karenge Tujhse Umar Bhar
Chahate Rahenge Bas Tujhe Humsafar
Jeevan Saathi Na Ban Paaye Hum
Jodh Na Paaye Tumse Apna Naam
Magar Yeh Dil Ki Dhadkan Teri Hai
Is Main Tera Hi Naam Dhadakta Hai.
Jiski talaash hai usko paata hi nahi
Jiski Talaash Hai Usko Paata Hi Nahi,
Hamari Chahat Ko Usne Samjha Hi Nahi,
Hum Puchte Rahe Ki Kya Tumhe Humse Pyar Hai,
Woh Kehte Rahe Ki Unhe Paata Nahi
Haalat hon mushqil to pareshaan na hona
Haalat Hon Mushqil To Pareshaan Na Hona,
Daulat Ki Chaaht Mein Beimaan Na Hona,
Aaftaab Na Mile To Charagon Ko Na Khona,
Aur Begairat Ke Kaamon Se Dhanwaan Na Hona
Khoon karna hai to hato se kar
Khoon Karna Hai To Hato Se Kar,
Talwaar Main Kiya Rakha Hai,
Mohabbat Karna Hai To Apno Se Kar,
Gaironn Main Kiya Rakha Hai
Pyar kiya hai to tanha bhi rah
Pyar Kiya Hai To Tanha Bhi Rah Lunga
Mein Zindagi Ke Is Mod Ko Us Mod Par Ji Lunga
Jab Hogi Tumsey Mulakat To Wada Hai Mera
Apney Tanhaiyo Ko Smate,Phir Sanjida Ho Lunga
Pyar Krta Hun Krta Thakarta Rahunga
Lal jhode mein chal de mujhe kar
Lal Jhode Mein Chal De Mujhe Kar
Mere Bachpan Jawani Se Muh Mod Kar,
Ladtoh Sakta Tha Duniya Se Tere Liye
Mere Kismat Mein Na Thi Tu Mere Liye
Tum ho meri zindgi bandgi chahe kahe
Tum Ho Meri Zindgi Tum Ho Meri Bandgi
Chahe Kahe Log Joruka Gulam
Ek Din Logo Ke Din Me Banke Rahenge Apnaa Makam
Tum Hi Thi Meri Pehli Khawahis
Tum Hi Rahongi Aakhri
Adhura aafsana tere mere pyar ka
Adhura Aafsana Tere Mere Pyar Ka …..
Ek Lamha Tere Deedar Ka Aab Bhi Baki Hai …
Tere Aane Ka Intzarr Hai Mujhko Saki……
Issiliye Ye Sanse Shayad Aab Tak Baki Hai …….
Jo mohabat e fiqr na hoti haan tumhe bhul
Jo Mohabat-E-Fiqr Na Hoti, Haan Tumhe Bhul Jate Sanam,
Q Raaton Ki Nendo Ko Phir Apni Gawate Hum,
Raha Baaki Kya Aa Zara Mujh Mein To Dekh,
Ek Tera Chehra Jise Din Raat Aankho Mein Sazate Hai Hum.
By Sarfaraz Ahmed
Yeh dil kaa zakhm tumne diya hain
Yeh Dil Kaa Zakhm Tumne Diya Hain To Koi Baat Nahin,
Yeh Jigar Kaa Dard Tumne Diya Hain To Koi Baat Nahin,
Majaal Kiski Hain Kii Kahe Mujhe Deewana,
Agar Ye Tumne Kaha Hai To Yeh Dil Kaa Zakhm Tumne Diya Hai To Koi Bat Nahi
Nazar milane wale ab churane lage jab
Nazar Milane Wale Ab Nazar Churane Lage
Jab Zarurat Hui To Muskurane Lage
Zamane Se Jinhe Hum Nek Samazte Thi
Unhe Nek Hone Mein Shayad Zamaane Lage
Jab bhi un ney kahaa hai aaney
Jab Bhi, Un Ney Kahaa Hai Aaney Ko
Ho Gayee Hai Khabar Zamaaney Ko
Wasl Ki Raah Barhee Muskil Hai
Lamhaa, Ruktaa Naheen Hai Jaaney Ko
Muddat se chaha hai tumhein zakhm e tamanna dil e nishat
Muddat Se Chaha Hai Tumhein, Zakhm-E-Tamanna Dil-E-Nishat,
Daagh-E-Firaaq Dil-E-Nadaan Kismat Se Churaya Hai Aitbaar,
Nazara-E-Jamaal Muzda-E-Wisaal Lafzon Ke Fasaane Bar Bar,
Tu Zehar De Na Jam-E-Sharab Mujhe De Ijaazat-E-Tasleem-E-Yaar.
Kasoorwaar main thahra khud apne dil kaa
Kasoorwaar Main Thahra Khud Apne Dil Kaa Magar
Badi Mushkil Se Hota Hain Kisi Kaa Hoke Rah Jaana
Na jane kyo hoti hai pyar mein
Na Jane Kyo Hoti Hai Pyar Mein Majburiya
Yeh Majburiya Ki Peda Kerti Hai Pyar Kerne Walo Mein Duria
Gar Majburi Na Hoti To Woh Mere Sath Hote
Hum Bahoot Khusnaseeb Hote Hoti Sab Ichhaye Puriya
Muddate guzar gayi kisi se mafi mang
Muddate Guzar Gayi, Kisi Se Mafi Mang Ke
Galtiyaan Ho Bhi Jaati Hai, Kabhi Kisi Makaam Pe
Sahi Samajkar Galtiyaan Karna, Shaayad Aadat Ho Gaya Hai
Soch Badlenge, Rang Badlenge, Sachaaie Ki Salaam Pe
Mein jiyaa hoon kabhi apney liye unkey
Mein Jiyaa Hoon Kabhi Apney Liye, Kabhi Unkey
Saaqiyah Hoon Kabhi Apney Liye, Kabhi Unkey
Uyoon Kholey Tabhi Sey Naqaab Haazir Hai
Takhliyah Hoon Kabhi Apney Liye, Kabhi Unkey
Pyar mein kaun kab rang badal jaye
Pyar Mein Kaun Kab Rang Badal Jaye Koi Nahi Jane
Man Kerta Hai Bhool Jaye Usko Per Dil Nahi Mane
Zindgi Se Badker Chaha Jisko Sab Kuch Naam Uske Kiya
Bhool Gayi Woh Humko Kisi Aur Ki Khatir Aur Ho Gaye Hum Begane
Dil diya tha dilruba samjh kar kha
Dil Diya Tha Dilruba Samjh Kar
Dil Diya Tha Dilruba Samjh Kar
Kha Gayi Kameeni
Kharbuja Samajhkar
Koi phulon se pyaar karta hain kaanton
Koi Phulon Se Pyaar Karta Hain
Koi Kaanton Se Pyaar Karta Hain
Magar Hum Ussey Pyaar Karte Hain
Jo Humse Nafrat Karta Hain
Bitaye vo pal kuch is kader beet
Bitaye Vo Pal Kuch Is Kader Beet Gaye,
Janna Na Maine Kaisi Armaan Khil Gaye,
Judayi Ka Aisa Tha Phir Mausam Sard Sa,
Mere Seene Se Sabhi Armaan Nikal Gaye
Dil ki mehfil sajee hai chaaro aur
Dil Ki Mehfil Sajee Hai,
Chaaro Aur Tanhayee Hai,
Is Tanhayee Ki Waje Yeh Hai,
Ki Baj Rahi Teri Shahnayee Hai
Dil ka her naqsh mita deta hai
Dil Ka Her Naqsh Mita Deta Hai
Jism Ko Aag Laga Deta Hai
Ishq Se Bach Ke Rehna Yaaro
Ishq To Dil Hi Jala Deta Hai
Khuda karay sab hasinaon ke baap mar
Khuda Karay Sab Hasinaon Ke Baap Mar Jaain
Maut Ka Bahana Ho Aur Hum In Kay Ghar Jaain