Dagar aise ho jo chalne ko majboor

Dagar Aise Ho Jo Chalne Ko Majboor Karein,
Maikhane Aise Ho Jo Peene Ko Majboor Karein,
Jab Maut Ka Daman Thamne Chale Koi
To Dosti Aise Ho Jo Jeene Ko Majboor Karein