Dagmagate hai kadam aankhein yun hi ho

Dagmagate Hai Kadam Aankhein Yun Hi Ho Jaati Hai Nam
Barbar Hi Main Ruk Jaaya Karta Hon Chalke Do Kadam
Zamaane Wale Ab Humein Paagal Samajh Ne Lage Hain
Koi Ye Na Samjhe Asar Hai Ye Teri Bewafayee Ka O-Bewafaa Sanam