Dillagi mein hamein yoon jeene na diya

Dillagi Mein Hamein Yoon Jeene Na Diya,
Zeher Peena Bhi Chaha To Peene Na Diya,
De Kar Hazaaro Chot Dil Pe Wo Aise Chal Diye,
Seena Bhi Chaha Jo Zakhm To Seene Na Diya.

By Sayyed Azeem