Fareb tha hasi mein ashiqi samaj bethe

Fareb Tha Hasi Mein Ashiqi Samaj Bethe,
Maut Ko Hi Apni Zindagi Samjh Bethe,
Waqt Ka Majak Tha Ya Badnasibi Meri
Unki Do Baton Ko Chahat Samajh Bethe