Jaane kyaa khata huyi dill se wo

Jaane Kyaa Khata Huyi Dill Se Wo Humse Khafaa Ho Gaye
Jitne Bhi Tallukaat The Darmayaan Wo Rafa Dafa Ho Gaye
Jinke Liye Bechain Thi Hamari Sham-O-Sahar Kal Tak
Aaj Wo Hi Dill Ke Rehnuma Achaanak Bewafaa Ho Gaye