Jo dard mujhe teri mohabbat ne diya

Jo Dard Mujhe Teri Mohabbat Ne Diya Hai,
Woh Mere Liye Saare Zamaane Se Bada Hai,
Palkon Pe Sitare Se Laraz Uthte Hai Fauren,
Bhoole Se Bhi Jab Humne Tera Naam Liya Hai.