Kisike pyaar mein gehri chot khaayi hai

Kisike Pyaar Mein Gehri Chot Khaayi Hai,
Wafa Se Pehle Hi Bewafaai Paayi Hai,
Woh Dua Maangte Hain Is Haal Mein Maut Ki,
Par Humne Uski Yaadon Mein Jeene Ki Kasam Khaayi Hai.