Mere mehbub tujhse mangi thee wafa tune

Mere Mehbub Tujhse Mangi Thee Wafa
Tune Diya Dhokha Meri Kya Thee Khata
Bin Bataye Aya Wo Zalim Bin Bataye Chala Gaya
Agar Jana Hi Thaa Tujhe To Kyun Aaya Yeh Bata