Mujhe har cheez gawara hai muhabbat ki

Mujhe Har Cheez Gawara Hai Muhabbat Ki Qasam….
Kab Ye Kehta Ho Ke Aazaar Na De Yaas Na De…
Mere Mabood Bas Itni Si Guzarish Hai Meri…
Dard De Mujh Ko Magar Dard Ka Ehsaas Na De