Rone se gum e dil ka

Rone Se Gum – E – Dil Ka Guzaraa Nahi Hotaa
Har Ashiq Mohabbat Ka Saharaa Nahi Hotaa
Dariya – E – Mohabbat Mein Tufaan Hain Bahut
Har Kaashti Ki Kismat Mein Kinara Nahi Hotaa