Sar e lamakaan se guzar giya had e kun fa kaan

Sar-E-Lamakaan Se Guzar Giya, Had-E-Kun Fa Kaan Se Guzar Giya
Teri Justuju Mein Khabara Nahi, Mein Kahaan Kahaan Se Guzar Giya
Kabhi Is Nagar Kabhi Us Nagar, Kabhi Tere Dar Kabhi Dar-Ba-Dar
Ghum-E-Zindagi Tera Shukria, Mein Kahaan Kahaan Se Guzar Giya ..