Sard raton mai chand taro ko kohre

Sard Raton Mai Chand Taro Ko Kohre Mai Simat Jana Hai,
Dard Ka Lawa Hai ,Tere Baad Isne Aankho Ko Jalana Hai,
Fark Itna Hai Chand Taro Ne Raat Ka Anchal Kal Ko Fir Sajana Hai,
Haal To Is Dile Nadan Ka Bura Hona Hai..