Zameen diyaa kartii hai her pal sahaara

Zameen Diyaa Kartii Hai Her Pal Sahaara Mujhe
Adaa To Her Ek Iski Merii Maa Se Milti Hain
Main To Her Pal Apni Maa Ke Kadmon Mein Lipta Rehta Huin
Mujhe Khabar Hai Jannat Kahan Se Milti Hain